Thursday, June 5, 2014

Aurat ki mahawari M.C.? In Hindi a new post

Aurat ki mahawari M.C.? In Hindi a new post

Girl ki age jaise badhti jati ha wise wese ladki ki body me many changes hote ha. Age ke sath ladki ke guptang jise Urdu me sharmgah kehte ha and normal language me peshab ki jagah kehte hain is par hair I mean bal ugte ha. and girl ke sine par istan, pistan (boobs) me ubhar paida hota ha and big change yeah hota ha ke Aurat ki yoni (peshab ki jagah) se khoon nikalta ha yeah khoon jab nikalta ha to ek girl, larki baligh ho jati ha but some case aise bhi hote ha jisme girl ko sharmgah yoni se khoon nahi nikalta ha and fir bhi who baligh ho jati ha and even who shadi ke bad garbhvati (hamla) bhi ho jati ha but yeah kam hi hota ha.
Woman, Mahila ki mahawari it mean her mahine me 30 days bad girl, woman I mean Aurat ki yoni se khoon (blood) nikalta ha is ko Hindi me Mahawari and urdu me Haiz (menses) kehte ha. Mahawari jise short me mc bhi kehte ha yeah different girls and woman me different age me bhi aati ha but zyadatar mahwari, haiz ka khoon sharmgah se 14 to 16 ki age me ladki ko ana start ho jata ha but yeah garam and sard ilaqo and ghiza I mean khane pine ki chizo par bhi depend karta ha.
Shadi ke bad yeah bhut important bat ha ke jab patni ko wife ko mahwari ka khoon yoni se aa-raha ho to is time me pati-patni ko sambhog sex nahi karna chaiye. It is bad activity and very wrong work.
Wedding ke bad jab miya biwi mubashrat karte ha to us ke bad haiz (mc) ka period ana kuch month k lye band ho jaye to is ka matlab yeah hota ha ke woman, aurat ko bachch tehar gaya ha I mean yeah ek big nishani hoti ha ke aurat garbhwati, hamila ho gai ha. It mean hamal matlab Garbh ke time period me yoni se Mahawari ka blood ana band ho jata ha.
Many expert yeah kehte ha ke mahwari ka khoon nikalna woman ko 45 year ki age hone ke bad band ho jata ha. But mahawari, haiz ke bare me koi bhi bat accurate tor se nahi kahi ja sakti yeah only some opinion ha jo expert batate ha but different girl different woman me yeah condition bhi different ho sakti ha. is bare me any problem k lye Doctor se consult kare.

No comments:

Post a Comment